Thursday 19 December 2013

Haasil

Visit blogadda.com to discover Indian blogs


Directed byTigmanshu Dhulia
Produced bykarma network productions
Written byTigmaanshu Dhulia
More Information : http://en.wikipedia.org/wiki/Haasil

1.Gaurishankar -  Baith jao be sab

2.Ranvijay -  Aur jaan se mar dena beta,hum reh gaye na,marne me der nahi lagayenge,bhagwan kasam.

3.Ranvijay - Ek baat suno panditji,tumse goli na chal payegi..mantar phuk ke hi maar do.

4.Kandhe pe marna be,kahi koi gadbad na ho jaye.

5.Gaurishankar - Netaji aab tum bhi khade ho jaao,yaha kya damad bane pade ho.

6.Gaurishankar - 2 min ka maaun hoga tumhari yaad me.Tumhare launde aakar gana gayenge - "chalte chalte mere yeh geet yaad rakhna",bus.national holiday hoga ka tumri yaad me.

7.Gaurishankar - Bhaiya.. maaf karo hum logo ko,aapke jaise gunde badmas ki humko jarurat nahi humko.....aabe paap gaya tel lene......vidhansabha hota hai,loksabha hota hai.......ek mandir bana do humara puja karo roj.... jaise udhoo waise bhand,na iske chundhai,na iske kaan.

8.Gaurishankar - Hum ubalte hai to hum machal hum ko ba .hum badalte hai to itihaas badal jate hai

9.Ranvijay - Kahe nahi pade angreji be,kisi ke baap ki hai ka .....

10.Ranvijay - tumko yaad rakhenge guru hum.

11.Abe wo choti industry hai be,hum des chalate hai.

12.Ranvijay - Tumko bohot rona aa raha tha kya ? ..Mare lappad tumhari buddhi khul jaye...abe tum log gurilla ho..gurilla wari padhe ho ki nahi ...wo sale gunde hai ...hum krantikari hai....gurilla war kiya jayega.dekh lenge jo hota hai.....heroine kon hai be.

13.Ranvijay - hai mere raja....topi pehene se aur magzine padhne se koi hero nahi ban jata.....kuch thanda wanda pi lo.....thandi thandi beer hi pi lo.

14.Gaurishankar - Bohot hi dardnaak drushya tha kya,bohot hi feel kar rahe ho ka....high command ne hum se kaha hai grass root label pe kaam karne ke liye .....aaap fite-vite katiye.

15.tiwariji aap mast rahiye,jyada phantom na baniye.utro ge utar diye jaooge.

16.Ranvijay - Maar sinepe goli,dum hai to...are gaurishankar samne aa sale..hum ranvijay singh kasam khate,humre gaon ke logo ko mara,unke tervi ke din hi mardenge sale ko...date yaad karlo,likho.

17.Ranvijay - are bhaiya,hum isliye puch rahe hai,ki study karle taki judgement sahi de paye....bhaiyaji law ke student 

Wait kijiyega,hum thode busy hai,age ke dialogues,jald hi ayenge !

5 comments:

  1. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  2. Really nice post, Haasil has to many good dialogues which are delivered by Irfaan Khan, Get latest, Bollywood movie dialogues

    ReplyDelete
  3. I m here just to read dialogues from irfan's character ranvijay on the day when he left us. 😢😭😢

    ReplyDelete
  4. "Ranvijay: matlab sex-vex ho gya kya?? Aniruddh: Nahi bhaiya usko is nazar se nahi dekha kabhi..
    Ranvijay: Abe nazro ka hi to khel hai sara...bhagwan ne ankhe hi aisi di hain"

    ReplyDelete
  5. Die hard fan of Irfan Khan as well as Haasil movie pura Charitra Hai up ke college Rajniti Pyar aur गुंडई का....RIP 🙏🏻 Irrfan ji.....a big loss of indian actual cinema

    ReplyDelete